SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naqd"
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat
Allama Iqbal
Ghazal
bachaa ke laa.e ham ai yaar phir bhii naqd-e-vafaa
agarche luTte rahe rahzano.n ke haath chale
Majrooh Sultanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naqd"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ye naqd-e-jaa.n ki is kaa luTaanaa to sahl hai
gar ban pa.De to is se bhii mushkil savaal kar
Mohsin Naqvi
Sher
daad-o-tahsiin kii bolii nahii.n tafhiim kaa naqd
shart kuchh to mire bikne kii munaasib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Qita
jauharii naqd-e-suKHan ke hai.n parakhne vaale
hai vo Tiksaal se baahar jo kasauTii na cha.Dhaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
naqd-e-jaa.n le kar chale.n us bazm me.n
misr ke baazaar kii baate.n kare.n
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
Waheed Akhtar
Mazahiya
gale me.n Daal ke baahe.n sa.Dak pe ghuume.nge
hai naqd ishq hamaaraa udhaar tho.Dii hai
Ahmad Alvi
Ghazal
yuusuf-e-misr-e-mohabbat kaisaa arzaa.n bik gayaa
naqd-e-dil qiimat hu.ii ik bosa bai.aana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qiimat me.n diid-e-ruKH kii ham naqd-e-jaa.n lagaate
baazaar-e-naaz lagtaa dil kii KHariid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
naqd-e-jaa.n kyaa hai zamaane me.n mohabbat hamdam
nahii.n miltii kisii qiimat mujhe maa'luum na thaa










