SEARCH RESULTS
Showing search results for "reKHta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "reKHta"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "reKHta"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "reKHta"
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko yaad rakhnaa ho kisii ko bhuul jaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Sher
ab na 'Gaalib' se shikaayat hai na shikva 'miir' kaa
ban gayaa mai.n bhii nishaana reKHta ke tiir kaa
Mohammad Alvi
Ghazal
jaataa hai KHaak-e-paak-e-deccan ko ye reKHta
vaa.n qadr-daan is guhar-e-be-bahaa ke hai.n
Ismail Merathi
Sher
jo ye kahe ki reKHta kyuu.nke ho rashk-e-faarsii
gufta-e-'Gaalib' ek baar pa.Dh ke use sunaa ki yuu.n
Mirza Ghalib
Qita
mai.n kaun aur reKHta haa.n is se mudda.aa
juz imbisaat-e-KHaatir-e-hazrat nahii.n mujhe