SEARCH RESULTS
Showing search results for "reKHta"
Ghazal MATCHES FOR "reKHta"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
jo ye kahe ki reKHta kyuu.nke ho rashk-e-faarsii
gufta-e-'Gaalib' ek baar pa.Dh ke use sunaa ki yuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jaataa hai KHaak-e-paak-e-deccan ko ye reKHta
vaa.n qadr-daan is guhar-e-be-bahaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
yaa.n faqat reKHta hii kahne na aa.e the ham
chaar din ye bhii tamaashaa saa dikhaayaa ham ne
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nkhe.n na churaa 'mus.hafii'-e-reKHta-go se
ik umr se teraa hai sanaa-KHvaan idhar dekh
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yaar ke aage pa.Dhaa ye reKHta jaa kar 'naziir'
sun ke bolaa vaah-vaah achchhaa kahaa achchhaa kahaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tuu ne talvaar rakhii sar rakhaa me.n banda huu.n
apnii tasliim kaa bhii aur tirii jallaadii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sarsabz mulk-e-hind me.n aisaa hu.aa ki 'miir'
ye reKHta likhaa hu.aa teraa dakan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
reKHta se ishq 'aazim'? vo bhii aise daur me.n
dekhnaa kyaa haal hotaa hai tirii tahriir kaa