SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zahe"
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Marsiya
zarre nahii.n zamii.n pe sitaare chamakte hai.n
hai aab-e-nahr suurat-e-aa.iina jalva-gar
Meer Anees
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zahe"
Sher
Nawab Ali Asghar
Ghazal
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
zahe izzat jo ho is bazm me.n mazkuur ai vaa.iz
balaa se gar gunahgaaro.n me.n apnaa naam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
zahe nasiib ki ha.ngaam-e-mashq tiir-e-sitam
hamaare Dher ko tum to vo KHaak kaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zahe soz-e-Gam-e-aadam KHushaa saaz-e-dil-e-aadam
isii ik sham.a kii lau ne jahaan-e-tiirgii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zahe taqdiir kis aaraam o raahat se vo bismil hai
ki jis ke sar kaa takiya der se zaanuu-e-qaatil hai