SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahe"
Nazm MATCHES FOR "zahe"
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Nazm
imtihan mein kaamyabi
zahe-nasiib vo lamhaat ham ko raas hu.e
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
jamuna
sozish-e-Gam se pighal jaa aah ai reg-e-ravaa.n
zarre zarre me.n tere tasviir-e-ibrat hai nihaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
ehsan faramosh
phir kahaa ye de ke mujh ko ek moTii sii raqam
gar qubuul uftad zahe izz-o-sharaf ai mohtaram
Asrar jamayee
Nazm
hunuz yaad hai
zahe-nashaat zahe-husn iztiraab tiraa
nazar kii chhe.D se bajtaa thaa jab rabaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
id
zahe ye hubb-e-baham ai uKHuvvat-e-islaam
tiraa vajuud hii shahkaar hai nubuvvat kaa
Ram Parkash Rahi
Nazm
hanuz yaad hai
zahe jamaal zahe aalam-e-shabaab tiraa
nazar kii chhe.D se bajtaa thaa jab rabaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
urdu
zahe taqdiir zahe baKHt ki naachiiz 'sariir'
tire KHuddaam kii fihrist me.n shaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
jawab-e-shikwa
ahd-e-nau barq hai aatish-zan-e-har-KHirman hai
aiman is se ko.ii sahraa na ko.ii gulshan hai
Allama Iqbal
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
saqi-nama
KHudii ke nigahbaa.n ko hai zahr-naab
vo naa.n jis se jaatii rahe us kii aab
Allama Iqbal
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de