SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahe"
Ghazal MATCHES FOR "zahe"
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zahe karishma ki yuu.n de rakkhaa hai ham ko fareb
ki bin kahe hii unhe.n sab KHabar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
zahe-nasiib ki duniyaa ne tere Gam ne mujhe
masarrato.n kaa talabgaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
zahe izzat jo ho is bazm me.n mazkuur ai vaa.iz
balaa se gar gunahgaaro.n me.n apnaa naam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
zahe nasiib ki ha.ngaam-e-mashq tiir-e-sitam
hamaare Dher ko tum to vo KHaak kaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zahe soz-e-Gam-e-aadam KHushaa saaz-e-dil-e-aadam
isii ik sham.a kii lau ne jahaan-e-tiirgii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zahe taqdiir kis aaraam o raahat se vo bismil hai
ki jis ke sar kaa takiya der se zaanuu-e-qaatil hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ek ik lamha guzaaraa jaa rahaa hai hosh me.n
ai zahe-qismat jo hai.n tuufaan kii aaGosh me.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
zahe KHvaab o taabiir KHvaab-e-mohabbat
mohabbat hii niklii javaab-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
zahe nasiib me.n qurbaan apnii qismat ke
tire liye mirii duniyaa tamaam hotii hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
KHudaa ko Dhuu.nD rahaa thaa kahii.n KHudaa na milaa
zahe-nasiib ki bande ko mudda.aa na milaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jo jii rahe hai.n unhii ke liye har ik Gam hai
zahe-nasiib ki phuulo.n kii zindagii kam hai