SEARCH RESULTS
Showing search results for ",HEV"
Ghazal MATCHES FOR ",Hev"
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo log ab kahaa.n hai.n jo kahte the kal 'faraaz'
he he KHudaa-na-karda tujhe bhii rulaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
na baayaziid, na shiblii, na ab junaid ko.ii
na ab o soz, na aa.he.n, na haav-huu KHaane
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
dostii kaa bhii tujhe paas na aayaa he he
tuu ne dushman se kiyaa meraa gilaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
kisii tarah bhii ye viiraaniyaa.n ho.n KHatm mirii
sharaab-KHaane ke andar kii haav-huu jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
'zafar' vo zaahid-e-bedard kii huu-haq se behtar hai
kare gar rind dard-e-dil se haav-huu-e-mastaanaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kaisii uljhan he baazii-gah-e-shauq me.n
ham hai.n in kii taraf vo kisii kii taraf
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
yaad aataa hai vo harfo.n kaa uThaanaa ab tak
jiim ke peT me.n ek nukta hai aur KHaalii he
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
umr kaise Dhaltii he maut kaise paltii hai
chaar din guzarne me.n der kitnii lagtii hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
sunaa he dasht me.n vahshat sukuun paatii hai
so apne aap ko viiraan karne vaalaa huu.n