SEARCH RESULTS
Showing search results for "تکرار"
Ghazal MATCHES FOR "تکرار"
Ghazal
takraar tajallii ne tire jalve me.n kyuu.n kii
hairat-zada sab ahl-e-nazar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ek to KHvaab liye phirte ho galiyo.n galiyo.n
us pe takraar bhii karte ho KHariidaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
sar-e-diivaar ye kyuu.n nirKH kii takraar hu.ii
ghar kaa aa.ngan kabhii baazaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ho naqsh agar baatil takraar se kyaa haasil
kyaa tujh ko KHush aatii hai aadam kii ye arzaanii
Allama Iqbal
Ghazal
aap to bas kholiye lab bosa dene ke liye
bosa dene par jo hai takraar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
raqiib barsar-e-parKHaash ham se hotaa hai
ba.Dhegii muft me.n takraar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
takraar be-sabab to na thii rind o shaiKH me.n
karte bhii kyaa sharaab the har do piye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan de ke vo samjhe ye KHush rahaa
yaa.n aa pa.Dii ye sharm ki takraar kyaa kare.n
Mirza Ghalib
Ghazal
shab-e-KHalvat vahii hujjat vahii takraar rahii
vahii qissa vahii Gussa vahii inkaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
ab aa.o mil ke so rahe.n takraar ho chukii
aa.nkho.n me.n nii.nd bhii hai bahut raat kam bhii hai
Nizam Rampuri
Ghazal
vahii takraar hai aur ek vahii yaksaanii
is shab-o-roz me.n ab apnaa guzaara kam hai
Zafar Iqbal
Ghazal
jab mulaaqaat hu.ii tum se to takraar hu.ii
aise milne se to behtar hai judaa ho jaanaa