SEARCH RESULTS
Showing search results for "رفاقت"
Ghazal MATCHES FOR "رفاقت"
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo kyaa gayaa ki rifaaqat ke saare lutf ga.e
mai.n kis se ruuTh sakuu.ngii kise manaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
baarish kii du.aa.o.n me.n namii aa.nkh kii mil jaa.e
jazbe kii kabhii itnii rifaaqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
ba.ad marne ke bhii chho.Dii na rifaaqat merii
merii turbat se lagii baiThii hai hasrat merii
Ameer Minai
Ghazal
thii jis kii justujuu vo haqiiqat nahii.n milii
in bastiyo.n me.n ham ko rifaaqat nahii.n milii
Muneer Niyazi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
de rahe hai.n tumhe.n to log rifaaqat kaa fareb
un kii taariiKH pa.Dhoge to dahal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
itnaa saa.nso.n kii rifaaqat pe bharosa na karo
sab ke sab miTTii ke ambaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
dekhiye jab bhii mizha par hai ik aa.nsuu 'aKHtar'
diida-e-tar kii rifaaqat nahii.n dekhii jaatii
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
chaahiye hai mujhe kuchh aur hii maahaul ki mai.n
aur ab apnii rifaaqat me.n nahii.n rah saktaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ko.ii bhii shakl mire dil me.n utar saktii hai
ik rifaaqat me.n kahaa.n umr guzar saktii hai
Azhar Faragh
Ghazal
is rifaaqat ko sipar apnii banaa le.n jii le.n
shahr kaa shahr hii qaatil hai miraa saath na chho.D
Mazhar Imam
Ghazal
vo log jinhe.n kal tak da.avaa thaa rifaaqat kaa
tazliil pe utre hai.n apno.n hii ke naamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
diida-o-dil kii rifaaqat ke baGair
fasl-e-gul ho yaa KHizaa.n kuchh bhii nahii.n
Aafaque Siddiqui
Ghazal
jahaa.n rifaaqat ho fitna-pardaaz maulvii kii
bahisht aisii kisii ko mere KHudaa na denaa