SEARCH RESULTS
Showing search results for "زیست"
Ghazal MATCHES FOR "زیست"
Ghazal
tamaam ilm ziist kaa guzishtagaa.n se hii hu.aa
amal guzishta daur kaa misaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
zinda huu.n magar ziist kii lazzat nahii.n baaqii
har-chand ki huu.n hosh me.n hushyaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
ziist se ta.ng ho ai 'daaG' to jiite kyuu.n ho
jaan pyaarii bhii nahii.n jaan se jaate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
gar dil ko bas me.n paa.e.n to naaseh tirii sune.n
apnii to marg-o-ziist hai us bevafaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
ab Gam-e-ziist se ghabraa ke kahaa.n jaa.e.nge
umr guzrii hai isii aag me.n jalte jalte
Iqbal Azeem
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
karnaa hai jo sar ma.arka-e-ziist to sun le
be-baazuu-e-haidar dar-e-KHaibar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
ishq se tabii.at ne ziist kaa mazaa paayaa
dard kii davaa paa.ii dard-e-be-davaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nemat-e-ziist kaa ye qarz chukegaa kaise
laakh ghabraa ke ye kahte rahe.n mar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham aise be-hunaro.n me.n hai jo saliiqa-e-ziist
tire dayaar me.n pal-bhar qayaam se aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
yaa.n tishna-kaamiyaa.n to muqaddar hai.n ziist me.n
miltii hai hausle ke baraabar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ghabraa na 'miir' ishq me.n us sahal-e-ziist par
jab bas chalaa na kuchh to mire yaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo zaKHm baa.nTte hai.n unhe.n ziist pe hai haq
mai.n phuul baa.nTtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
pahle sharaab ziist thii ab ziist hai sharaab
ko.ii pilaa rahaa hai piye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
phuul ban kar jo jiyaa hai vo yahaa.n maslaa gayaa
ziist ko faulaad ke saa.nche me.n Dhalnaa chaahiye