SEARCH RESULTS
Showing search results for "ملی"
Ghazal MATCHES FOR "ملی"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik nayaa zaKHm milaa ek na.ii umr milii
jab kisii shahr me.n kuchh yaar puraane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
rakhnaa hai tishna-kaam to saaqii bas ik nazar
sairaab kar na de mirii tishna-labii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
nazar milii bhii na thii aur un ko dekh layyaa
zabaa.n khulii bhii na thii aur baat bhii kar lii
Kaifi Azmi
Ghazal
vo bhii saraahne lage arbaab-e-fan ke ba.ad
daad-e-suKHan milii mujhe tark-e-suKHan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ab kyaa bataa.uu.n mai.n tire milne se kyaa milaa
irfaan-e-Gam hu.aa mujhe apnaa pataa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shor uThaa magar tujhe lazzat-e-gosh to milii
KHuun bahaa magar tire haath to laal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ism bhuul baiThe ham jism bhuul baiThe ham
vo hame.n milii yaaro raat ik sitaare me.n