SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوز"
Ghazal MATCHES FOR "نوز"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa ham se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaa
isii siyaah samundar se nuur niklegaa