SEARCH RESULTS
Showing search results for "وہسکی"
Ghazal MATCHES FOR "وہسکی"
Ghazal
aa gayaa thaa ek shaa.er dost pakistan se
chaa.e se Thahraa rahaa whiskey pilaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
agar chubhtii hu.ii baato.n se Darnaa pa.D gayaa to
mohabbat se kabhii tumko mukarnaa pa.D gayaa to
Asim Wasti
Ghazal
tum bhaTak jaa.o to kuchh zauq-e-safar aa jaa.egaa
muKHtalif rasto.n pe chalne kaa hunar aa jaa.egaa
Asim Wasti
Ghazal
tum intizaar ke lamhe shumaar mat karnaa
diye jalaa.e na rakhnaa si.ngaar mat karnaa
Asim Wasti
Ghazal
kahaa.n talaash me.n jaa.uu.n ki justujuu tuu hai
kahii.n nahii.n hai yahaa.n aur chaar-suu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
maanaa kisii zaalim kii himaayat nahii.n karte
ham log magar khul ke baGaavat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
ek aa.nsuu me.n tire Gam kaa ahaata karte
umr lag jaa.egii is buu.nd ko dariyaa karte
Asim Wasti
Ghazal
junuu.n sukuun KHirad iztiraab chaahtii hai
tabii.at aaj nayaa inqalaab chaahtii hai
Shaukat Wasti
Ghazal
bikhre to phir baham mire ajzaa nahii.n hu.e
sarzad agarche mo.ajize kyaa kyaa nahii.n hu.e
Shaukat Wasti
Ghazal
hai mustaqil yahii ehsaas kuchh kamii sii hai
talaash me.n hai nazar dil me.n bekalii sii hai
Asim Wasti
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
mirii nazar miraa apnaa mushaahida hai kahaa.n
jo musta.aar nahii.n hai vo zaaviya hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
misr fir.aun kii tahviil me.n aayaa hu.aa hai
KHuun paanii kii jagah niil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
tai rah-guzaar-e-paa hai na mauzuu'-e-guftuguu
whiskey ke dhu.ndlake hai.n javaab-o-savaal par