SEARCH RESULTS
Showing search results for "پندار"
Ghazal MATCHES FOR "پندار"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
raakh sii majlis-e-aqvaam kii chuTkii me.n hai kyaa
kuchh bhii ho ye miraa pindaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bech aa.e sar-e-qarya-e-zar jauhar-e-pindaar
jo daam mile aise munaasib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
havaa ke zor se pindaar-e-baam-o-dar bhii gayaa
charaaG ko jo bachaate the un kaa ghar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
pindaar-e-aashiqii kii amaanat hai aah-e-sard
ye tiir aaj chho.D rahe hai.n kamaa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
merii KHaatir na sahii apnii anaa kii KHaatir
apne bando.n se to pindaar-e-KHudaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
jo darpai-e-pindaar hai.n un qatl-gaho.n se
jaa.n de ke bhii samjho ki salaamat nikal aa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ye log kyaa hai.n ki do-chaar KHvaahisho.n ke liye
tamaam umr kaa pindaar bech dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
kahaa jo mai.n ne ki mai.n KHaak-e-raah huu.n teraa
to bole hai abhii pindaar KHud-numaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
is vahshatii kaa haal ajab hai ki us taraf
jaanaa bhii aur jaanib-e-pindaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
ishva-o-Gamza-o-andaaz-o-adaa par naazaa.n
apne pindaar-e-javaanii kii parastaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
detaa huu.n kaise jaan sar-e-jaada-e-vafaa
mujh ko na dekhnaa miraa pindaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
mai.n so rahaa thaa aur ko.ii bedaar mujh me.n thaa
shaayad abhii talak miraa pindaar mujh me.n thaa