SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھنڈر"
Ghazal MATCHES FOR "کھنڈر"
Ghazal
ek uj.De hu.e viiraan kha.nDar me.n 'aazar'
naa-munaasib hai magar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
kha.nDar kii tah se buriida-badan saro.n ke sivaa
milaa na kuchh bhii KHazaano.n kii aarzuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
mehmaan-e-qasr hai.n hame.n kuchh ramz chaahiye.n
ye puuchh ke bataa.o kha.nDar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
tum agar ab bhii kha.nDar dekh ke KHush hote ho
to kisii din mirii jaanib nikal aanaa mire dost
Ashfaq Nasir
Ghazal
chiiKHtaa kha.nDar hai rotii hai havelii dil kii
ghar ye aaseb-zada hai tire jaane ke baad
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
KHush-rang aur KHushbuu gul phuul hai.n khilaa.e
is KHaak ke kha.nDar ko kyaa gulsitaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
meraa aslaaf se rishta to na to.D ai duniyaa
sab mahal tere hai.n lekin ye kha.nDar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
kuchh der ko nigaah Thahar jaa.egii zaruur
afsaane me.n ik aisaa kha.nDar chho.D jaa.uu.ngaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
kyuu.n tire saath rahii.n umr basar hone tak
ham na dekhe.nge imaarat ko kha.nDar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
baiThe hai.n raaste me.n dil kaa kha.nDar sajaa kar
shaayad isii taraf se ik din bahaar guzre
Meena Kumari Naz
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kha.nDar samajh ke mirii sair karne aayaa thaa
gayaa to mausam-e-Gam phuul dhar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
kahii.n par silsila hai koThiyo.n kaa
kahii.n girte kha.nDar hai.n naaliyaa.n hai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
jalaa ke kaun mujhe ab chale kisii kii taraf
bujhe diye ko to 'aadil' kha.nDar me.n rahnaa hai