SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہیر"
Ghazal MATCHES FOR "ہیر"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
judaa hai hiir se raa.njhaa ka.ii zamaano.n se
na.e sire se kahaanii ko phir likhaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
uzr baaqii chaal me.n hai qaid go baaqii nahii.n
paa.nv aadii ho gayaa hai is qadar zanjiir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
chaa.nd kaa ruup to raa.njhe kii nazar maa.nge hai
ren-Dolii se ko.ii hiir nikal aa.ii hai
Sabir Dutt
Ghazal
aabid umar
Ghazal
kahaanii ek sunaa.ii jo hiir-raa.njhaa kii
to ahl-e-dard ko punjabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
insaanii darinde aur is aasaanii se mar jaa.e.n
ye sochne baiThe.n to pareshaanii se mar jaa.e.n
Idris Babar
Ghazal
hai asar is tarah dil par ishq kii taasiir kaa
aaj-kal hai haal jaisaa vaadii-e-kashmiir kaa