SEARCH RESULTS
Showing search results for "आगरा"
Ghazal MATCHES FOR "आगरा"
Ghazal
us ke jii me.n kyaa ye aa.ii ye use kyaa ho gayaa
KHud chhupaa aalam se aur KHud aalam-aaraa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
rakhtaa hai go qadiim se buniyaad aagara
akbar ke naam se hu.aa aabaad aagara
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tuu aasmaan kii suurat hai gar pa.Degaa kabhii
zamii.n huu.n mai.n bhii magar tujh ko aasraa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham KHaak-nashii.n tum suKHan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo duur se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki jin ke naam par paspaa hu.e
un hii logo.n ko muqaabil me.n saf-aaraa dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
mai ne kiyaa hai husn-e-KHud-aaraa ko be-hijaab
ai shauq! haa.n ijaazat-e-tasliim-e-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
suu-e-mai-kada na jaate to kuchh aur baat hotii
vo nigaah se pilaate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
apnaa dushman hii dikhaa.ii nahii.n detaa ho jise
aisaa lashkar to saf-aaraa bhii nahii.n ho saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
har bazm me.n ham ne use afsurda hii dekhaa
kahte hai.n 'faraaz' anjuman-aaraa bhii kabhii thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
lab-e-zaahid pe hai afsaana-e-huur-e-jannat
kaash is vaqt miraa anjuman-aaraa hotaa