SEARCH RESULTS
Showing search results for "कतरे"
Ghazal MATCHES FOR "कतरे"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii apnii hii nazar se to hame.n dekhegaa
ek qatre ko samundar nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
basiirat mujh me.n hai 'naayaab' aisii
mai.n har qatre me.n gauhar dekhtaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
duniyaa kii talab hai to qanaa.at hii na karnaa
qatre hii se KHush ho to samundar na milegaa
Waseem Barelvi
Ghazal
yahii qatre jo dam apnaa dikhaane par utar aate
samundar aisii man-maanii tujhe karne nahii.n dete
Waseem Barelvi
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dariyaa me.n yuu.n to hote hai.n qatre hii qatre sab
qatra vahii hai jis me.n ki dariyaa dikhaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
jahaa.n qatre ko tarsaayaa gayaa huu.n
vahii.n Duubaa hu.aa paayaa gayaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ek ek qatre kaa mujhe denaa pa.Daa hisaab
KHuun-e-jigar vadii.at-e-mizhgaan-e-yaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
be-sadaf kitne hii dariyaa.o.n se kuchh bhii na hu.aa
bojh qatre kaa thaa aisaa ki samundar se uThaa