SEARCH RESULTS
Showing search results for "छुपाने"
Ghazal MATCHES FOR "छुपाने"
Ghazal
palke.n bhii chamak uThtii hai.n sote me.n hamaarii
aa.nkho.n ko abhii KHvaab chhupaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
zaKHm-e-dil jurm nahii.n to.D bhii de mohr-e-sukuut
jo tujhe jaante hai.n un se chhupaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
ham ki hai.n lazzat-e-aazaar ke maare hu.e log
chaaragar aa.e.n to zaKHmo.n ko chhupaane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
dil se uThte hu.e sho.alo.n ko kahaa.n le jaa.e.n
apne har zaKHm ko pahluu me.n chhupaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
ai havaa us se ye kahnaa ki salaamat hai abhii
tere phuulo.n ko kitaabo.n me.n chhupaane vaalaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
dard hote hai.n ka.ii dil me.n chhupaane ke liye
sab ke sab aa.nsuu nahii.n hote bahaane ke liye
Adeem Hashmi
Ghazal
ehtiyaat rakhne kii ko.ii had bhii hotii hai
bhed ham ne khole hai.n bhed ko chhupaane me.n
Alam Khursheed
Ghazal
ai dost mujhe gardish-e-haalaat ne gheraa
tuu zulf kii kamlii me.n chhupaane ke liye aa
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
lag chukii aag to laazim hai dhu.aa.n uTThegaa
dard ko dil me.n chhupaane kii zaruurat kyaa hai
Nadeem Gullani
Ghazal
shart sailaab samone kii lagaa rakkhii thii
aur do ashk bhii ham se na chhupaane aa.e
Iqbal Ashhar
Ghazal
jo asl baat hai us ko chhupaane kii KHaatir
kabhii kabhii Galatii maan jaayaa karte hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
zaraa dekho idhar mai.n jal rahaa huu.n
tumhe.n aa.nsuu chhupaane kii pa.Dii hai