SEARCH RESULTS
Showing search results for "तरणताल"
Ghazal MATCHES FOR "तरणताल"
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yahii dil thaa ki tarastaa thaa maraasim ke liye
ab yahii tark-e-ta.alluq ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa tarastaa huu.n ki baahar ke kisii kaam aa.e
vo ik amboh ki bas KHaak-basar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
bulaa rahaa hai zamaana magar tarastaa huu.n
ko.ii pukaare mujhe be-sabab tumhaarii tarah
Bashir Badr
Ghazal
ab us ko dekh kar dil ho gayaa hai aur bojhal
tarastaa thaa yahii dekho to kitnaa dekhne ko
Zafar Iqbal
Ghazal
ab jo aa.nkhe.n hu.ii.n sahraa to khulaa har manzar
dil bhii vahshat ko tarastaa rahaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
chehro.n ke samundar se guzarte rahe phir bhii
ik aks ko aa.iina tarastaa hai hamaaraa
Shahryar
Ghazal
hanuuz mahrami-e-husn ko tarastaa huu.n
kare hai har-bun-e-muu kaam chashm-e-biinaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us ke lams ko baaG kaa baaG tarastaa hai
vo shaadaab hai yaa maKHmal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
tuu mere gaa.nv ke hisse kii chhaa.nv bhii le jaa
magar badan pe kabhii dhuup taantaa hai to aa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
guzar rahaa hai jo chehre pe haath rakkhe hu.e
ye dil usii ko tarastaa hai dekhne ke liye
Aftab Hussain
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
KHud apnii KHvaahishe.n KHaak-e-badan me.n bone ko
miraa vajuud tarastaa hai mere hone ko
Salim Saleem
Ghazal
labo.n pe KHair tabassum bikhar bikhar hii gayaa
ye aur baat ki ha.nsne ko dil tarastaa thaa