SEARCH RESULTS
Showing search results for "लाल"
Ghazal MATCHES FOR "लाल"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
jahaa.n lahuu ke samundar kii had Thahartii hai
vahii.n jaziira-e-laal-o-guhar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
taKHt kyaa chiiz hai aur la.al-o-javaahar kyaa hai.n
ishq vaale to KHudaa.ii bhii luTaa dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yuu.n to hai rang zard magar ho.nT laal hai.n
sahraa kii vus.ato.n me.n kahii.n gulsitaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
shor uThaa magar tujhe lazzat-e-gosh to milii
KHuun bahaa magar tire haath to laal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
jo kuchh hai rang us kaa so hai nazar me.n apnii
go jaama zard pahne yaa chiira laal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
laal Dore tirii aa.nkho.n me.n jo dekhe to khulaa
mai-e-gul-ra.ng se labrez hai.n paimaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Gazab hai ain-e-karam me.n baKHiil hai fitrat
ki laal-e-naab me.n aatish to hai sharaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
gard-e-rah ban kar ko.ii haasil safar kaa ho gayaa
KHaak me.n mil kar ko.ii la.al-o-guhar hone ko hai