SEARCH RESULTS
Showing search results for "विसाल"
Ghazal MATCHES FOR "विसाल"
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
na aa.e raah pe vo ijz be-shumaar kiyaa
shab-e-visaal bhii mai.n ne to intizaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sub.h-e-visaal puuchh rahii hai ajab savaal
vo paas aa gayaa ki bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
ajab apnaa haal hotaa jo visaal-e-yaar hotaa
kabhii jaan sadqe hotii kabhii dil nisaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
'faraaz' ishq kii duniyaa to KHuub-suurat thii
ye kis ne fitna-e-hijr-o-visaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
kis fursat-e-visaal pe hai gul ko andaliib
zaKHm-e-firaaq KHanda-e-be-jaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
dekh le bulbul o parvaana kii betaabii ko
hijr achchhaa na hasiino.n kaa visaal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
vaqt tirii judaa.ii kaa itnaa taviil ho gayaa
dil me.n tire visaal ke jitne the zaKHm bhar ga.e