SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagosh"
Ghazal MATCHES FOR "aagosh"
Ghazal
maa.n kii aaGosh me.n kal maut kii aaGosh me.n aaj
ham ko duniyaa me.n ye do vaqt suhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ta.ng aaGosh me.n aabaad karuu.ngaa tujh ko
huu.n bahut shaad ki naashaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
merii aaGosh se kyaa hii vo ta.Dap kar nikle
un kaa jaanaa thaa ilaahii ki ye jaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHalvat kii gha.Dii guzrii jalvat kii gha.Dii aa.ii
chhuTne ko hai bijlii se aaGosh-e-sahaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
imshab gurez-o-ram kaa nahii.n hai ko.ii mahal
aaGosh me.n dar aa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
nii.nd to dard ke bistar pe bhii aa saktii hai
un kii aaGosh me.n sar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
mai.n ne aaGosh-e-tasavvur me.n bhii khe.nchaa to kahaa
pis ga.ii pis ga.ii bedard nazaakat merii
Ameer Minai
Ghazal
gum ho ke jaan tuu mirii aaGosh-e-zaat me.n
be-naam-o-be-nishaa.n na hu.aa kuchh nahii.n hu.aa
Jaun Eliya
Ghazal
KHudaa jaane Gubaar-e-raah hai yaa qais hai lailaa
ko.ii aaGosh khole parda-e-mahmil se miltaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ai rang ra.ng me.n aa aaGosh-e-ta.ng me.n aa
baate.n hii rang kii hai.n ra.ngat nahii.n hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
saa.ns ke aaGosh me.n har saa.ns kaa naGma ye hai
ek din ummiid hai un ko KHabar ho jaa.egii
Meeraji
Ghazal
ab tirii garmi-e-aaGosh hii tadbiir kare
mom ho kar bhii pighalnaa nahii.n aataa hai mujhe
Farhat Ehsas
Ghazal
na hogaa hamaaraa hii aaGosh KHaalii
kuchh apnaa bhii pahluu tahii paa.iyegaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai junuu.n ahl-e-junuu.n ke liye aaGosh-e-vidaa.a
chaak hotaa hai garebaa.n se judaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
teG kii tarah chalo chho.D ke aaGosh-e-niyaam
tiir kii tarah se aaGosh-e-kamaa.n tak aa.o