SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahad"
Ghazal MATCHES FOR "ahad"
Ghazal
apne to ahad-e-shauq ke marhale sab ajiib the
ham ko visaal saa lagaa ek diyaa bujhaa hu.aa
Pirzada Qasim
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
soch kar bhii kyaa jaanaa jaan kar bhii kyaa paayaa
jab bhii aa.iina dekhaa KHud ko duusraa paayaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
'ahad' jiine ko to sab jii rahe hai.n is jahaa.n me.n
magar is ziist kaa matlab suKHanvar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
savaal kaa javaab thaa javaab ke savaal me.n
giraft-e-shor se chhuTe to KHaamushii ke jaal me.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
barhaman kahtaa thaa barham shaiKH bol uThaa ahad
harf ke ik pher se dono.n me.n jhag.Daa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
abas hai raaz ko paane kii justujuu kyaa hai
ye chaak-e-dil hai use haajat-e-rafuu kyaa hai