SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmed faraz"
Ghazal MATCHES FOR "ahmed faraz"
Ghazal
qurbato.n me.n bhii judaa.ii ke zamaane maa.nge
dil vo be-mehr ki rone ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
is qadar musalsal thii.n shiddate.n judaa.ii kii
aaj pahlii baar us se mai.n ne bevafaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
rafaaqato.n me.n pashemaaniyaa.n to hotii hai.n
ki dosto.n se bhii naadaaniyaa.n to hotii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pech rakhte ho bahut saahibo dastaar ke biich
ham ne sar girte hu.e dekhe hai.n baazaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
guftuguu achchhii lagii zauq-e-nazar achchhaa lagaa
muddato.n ke baad ko.ii ham-safar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kaThin hai raahguzar tho.Dii duur saath chalo
bahut ka.Daa hai safar tho.Dii duur saath chalo
Ahmad Faraz
Ghazal
agarche zor havaa.o.n ne Daal rakkhaa hai
magar charaaG ne lau ko sambhaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n to maqtal me.n bhii qismat kaa sikandar niklaa
qur.a-e-faal mire naam kaa aksar niklaa