SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.dhaanii"
Ghazal MATCHES FOR "ba.dhaanii"
Ghazal
mai.n bahut jald bu.Dhaape me.n chalaa aayaa thaa
bin tire umr kii raftaar ba.Dhaanii pa.Dii thii
Mumtaz Gurmani
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
dhiime lahje me.n bahut chiiKH liyaa hai mai.n ne
ab to aavaaz kii raftaar ba.Dhaanii hai mujhe
Shahnawaz Ansari
Ghazal
pur-KHataa sahii 'ja.afar' be-vafaa sahii 'ja.afar'
KHair tum sahii haq par baat kyaa ba.Dhaanii hai
Jafar Baluch
Ghazal
ho aabruu ba.Dhaanii to ye kah ab bahr ko
miltaa mulaa.emat se hai kis zor-o-shor par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
sunaa hai mai.n ne hamesha yahii buzurgo.n se
buraa ho vaqt to mehnat ba.Dhaanii pa.Dtii hai
Shakir Shaikh
Ghazal
ho jaa.e mukammal to afsaana-e-dil likh duu.n
kuchh baat ghaTaanii hai kuchh baat ba.Dhaanii hai
Mohammad Arshad Azmi
Ghazal
ab ham hai.n aur saare zamaane kii dushmanii
us se zaraa saa rabt ba.Dhaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ab aur kyaa kisii se maraasim ba.Dhaa.e.n ham
ye bhii bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zabt ijaazat nahii.n hame.n
ro paa rahe hai.n aap badhaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
aariz pe shafaq, daaman-e-mizhgaa.n me.n sitaare
yuu.n ishq kii tauqiir ba.Dhaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
majlis me.n mire zikr ke aate hii uThe vo
badnaami-e-ushshaaq kaa e.azaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
aage qadam ba.Dhaa.e.n jinhe.n suujhtaa nahii.n
raushan charaaG-e-raah kiye jaa rahaa huu.n mai.n