SEARCH RESULTS
Showing search results for "bisaa.nd"
Ghazal MATCHES FOR "bisaa.nd"
Ghazal
har ek se aatii hai bisaa.nd apnii Garaz kii
dil kis ke ravayye kaa samar kaaT rahaa hai
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
le ga.e KHaak me.n ham daaG-e-tamannaa-e-nashaat
tuu ho aur aap ba-sad-ra.ng-e-gulistaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n ki rahtaa huu.n ba-sad-naaz gurezaa.n tujh se
tuu na hogaa to bahut yaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
be-tesha-e-nazar na chalo raah-e-raftagaa.n
har naqsh-e-paa buland hai diivaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
bastiyaa.n chaa.nd sitaaro.n kii basaane vaalo
kurra-e-arz pe bujhte chale jaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
aisaa lagaa Gariibii kii rekhaa se huu.n buland
puuchhaa kisii ne haal kuchh aisii adaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai