SEARCH RESULTS
Showing search results for "halvaa"
Ghazal MATCHES FOR "halvaa"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
khaa.e hai is maze se Gam-e-ishq meraa dil
jaise gurisna maare hai halvaa-e-tar pe haath
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
ajab charaaG huu.n din raat jaltaa rahtaa huu.n
mai.n thak gayaa huu.n havaa se kaho bujhaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
yaar havaa se kaise aag bha.Dak uThtii hai
lafz ko.ii a.ngaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
yuu.n ho ki aur hii ko.ii havvaa mile mujhe
ho yuu.n ki aur hii ko.ii aadam mile tumhe.n