SEARCH RESULTS
Showing search results for "intizaar"
Ghazal MATCHES FOR "intizaar"
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo pal ki jis me.n mohabbat javaan hotii hai
us ek pal kaa tujhe intizaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum aa.e ho na shab-e-intizaar guzrii hai
talaash me.n hai sahar baar baar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
giraa diyaa hai to saahil pe intizaar na kar
agar vo Duub gayaa hai to duur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
phuu.nkaa hai kis ne gosh-e-mohabbat me.n ai KHudaa
afsuun-e-intizaar tamannaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
sar me.n vo intizaar kaa saudaa nahii.n rahaa
dil par vo dha.Dkano.n kii hukuumat nahii.n rahii