SEARCH RESULTS
Showing search results for "jagaa"
Ghazal MATCHES FOR "jagaa"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.n
mujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
jaagaa hu.aa zamiir vo aa.iina hai 'qatiil'
sone se pahle roz jise dekhtaa huu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
is tarah so.e hai.n sar rakh ke mire zaanuu par
apnii so.ii hu.ii qismat ko jagaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
usii ne ruup badal kar jagaa diyaa aaKHir
jo zahr mujh pe kabhii nii.nd ban ke chhaayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n me.n bas ke dil me.n samaa kar chale ga.e
KHvaabiida zindagii thii jagaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
ko.ii ye luuT to dekhe ki us ne jab chaahaa
tamaam hastii-e-dil ko jagaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
raat hamaare saath tuu jaagaa kartaa hai
chaa.nd bataa tuu kaun hamaaraa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ik umr ke dukh paa.e sote hai.n faraaGat se
ai GalGala-e-mahshar ham ko na jagaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
kah ke soyaa huu.n ye apne iztiraab-e-shauq se
jab vo aa.e.n qabr par fauran jagaa denaa mujhe