SEARCH RESULTS
Showing search results for "karaamaat"
Ghazal MATCHES FOR "karaamaat"
Ghazal
daaman pe ko.ii chhii.nT na KHanjar pe ko.ii daaG
tum qatl karo ho ki karaamaat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bayaa.n jab 'kaliim' apnii haalat kare hai
Gazal kyaa pa.Dhe hai qayaamat kare hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
vo baat chaahte ho ki jo baat chaahiye
saahab ke ham-nashii.n ko karaamaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
vaqt-e-Guruub aaj karaamaat ho ga.ii
zulfo.n ko us ne khol diyaa raat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil to bechain hai iz.haar-e-iraadat ke liye
kisii jaanib se kuchh iz.haar-e-karaamaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
qatl ho jaatii hai is daur me.n dil kii aavaaz
mujh pe talvaar na TuuTii ye karaamaat hu.ii
Qaisarul Jafri
Ghazal
gum ho ke har jagah hai.n za-KHud raftagaan-e-ishq
un kii bhii ahl-e-kashf-o-karaamaat zaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
taqve bhii bahak jaave.n hai.n mahfil me.n tumhaarii
tum apnii in aa.nkho.n se karaamaat karo ho
Iqbal Azeem
Ghazal
tire siine se mire siine me.n aayaat utre.n
suura-e-kashf-o-karaamaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
rahaa na halqa-e-suufii me.n soz-e-mushtaaqii
fasaana-haa-e-karaamaat rah ga.e baaqii
Allama Iqbal
Ghazal
husn ke sehr o karaamaat se jii Dartaa hai
ishq kii zinda rivaayaat se jii Dartaa hai