SEARCH RESULTS
Showing search results for "khate"
Ghazal MATCHES FOR "khate"
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Gam-e-ishq me.n mazaa thaa jo use samajh ke khaate
ye vo zahr hai ki aaKHir mai-e-KHush-gavaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
kaun bachaa.egaa phir to.Dne vaalo.n se
phuul agar shaaKHo.n se dhokaa khaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
kaar-KHaane se junuu.n ke bhii mai.n uryaa.n niklaa
merii qismat kaa na ek-aadh garebaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
qasam janaaze pe aane kii mere khaate hai.n 'Gaalib'
hamesha khaate the jo merii jaan kii qasam aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aamad-e-KHat se na kar KHanda-e-shiirii.n ki mabaad
chashm-e-mor aa.iina-e-dil nigaraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
faasle ke ma.anii kaa kyuu.n fareb khaate ho
jitne duur jaate ho utne paas aate ho