SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat ahmad nadeem qasmi ahmad nadeem qasmi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kulliyat ahmad nadeem qasmi ahmad nadeem qasmi ebooks"
Ghazal
jab tiraa hukm milaa tark mohabbat kar dii
dil magar is pe vo dha.Dkaa ki qayaamat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mai.n kisii shaKHs se bezaar nahii.n ho saktaa
ek zarra bhii to be-kaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ab to shahro.n se KHabar aatii hai diivaano.n kii
ko.ii pahchaan hii baaqii nahii.n viiraano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ajab suruur milaa hai mujhe du.aa kar ke
ki muskuraayaa KHudaa bhii sitaara vaa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jaane kahaa.n the aur chale the kahaa.n se ham
bedaar ho ga.e kisii KHvaab-e-giraa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
andaaz huu-ba-huu tirii aavaaz-e-paa kaa thaa
dekhaa nikal ke ghar se to jho.nkaa havaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
suuraj ko nikalnaa hai so niklegaa dubaara
ab dekhiye kab Duubtaa hai sub.h kaa taara
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
apne maahaul se the qais ke rishte kyaa kyaa
dasht me.n aaj bhii uThte hai.n baguule kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
terii mahfil bhii mudaavaa nahii.n tanhaa.ii kaa
kitnaa charchaa thaa tirii anjuman-aaraa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
faasle ke ma.anii kaa kyuu.n fareb khaate ho
jitne duur jaate ho utne paas aate ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mudaavaa habs kaa hone lagaa aahista aahista
chalii aatii hai vo mauj-e-sabaa aahista aahista