SEARCH RESULTS
Showing search results for "maltaa"
Ghazal MATCHES FOR "maltaa"
Ghazal
bulbul hii ko bahaar ke jaane kaa Gam nahii.n
har barg haath maltaa hai gulzaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vaa.n shab-e-va.ada malii paa.nv me.n meh.ndii us ne
yaa.n kalejaa ko.ii maltaa hai tamannaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
KHaamoshii ke naaKHun se chhil jaayaa karte hai.n
ko.ii phir in zaKHmo.n par aavaaze.n maltaa hai
Ameer Imam
Ghazal
ishq ke baab me.n yuu.n KHud ko tumhaaraa kar ke
haath maltaa huu.n mai.n apnaa hii KHasaara kar ke
Rahul Jha
Ghazal
kar chukaa qaid se jis vaqt ki aazaad mujhe
haath maltaa hii rahaa dekh ke sayyaad mujhe
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
vo chhu.Daa kar apnaa daaman chal diye
rah gayaa mai.n haath maltaa der tak
Shyam Sundar Nanda Noor
Ghazal
kuchh na kuchh to hotaa hai ik tire na hone se
varna aisii baato.n par kaun haath maltaa hai
Hasan Abidi
Ghazal
ranj thaa 'gulnaar' mujh ko us ko bhii afsos thaa
der tak rotaa rahaa aur haath bhii maltaa rahaa
Gulnar Aafreen
Ghazal
Dartaa huu.n ki dil har dam maltaa hai na ho jaave
us chashm-e-sitam-gar kaa biimaar KHudaa-haafiz
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
namak zaKHmo.n pe ab maltaa nahii.n hai
ye lagtaa hai vo ab meraa nahii.n hai
Prakhar Malviya Kanha
Ghazal
aa.nkhe.n maltaa huu.n tumhaarii zulf se
panja-e-mizhgaa.n ba-ra.ng-e-shaana hai