SEARCH RESULTS
Showing search results for "maltaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maltaa"
Ghazal
bulbul hii ko bahaar ke jaane kaa Gam nahii.n
har barg haath maltaa hai gulzaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vaa.n shab-e-va.ada malii paa.nv me.n meh.ndii us ne
yaa.n kalejaa ko.ii maltaa hai tamannaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "maltaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maltaa"
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
KHaamoshii ke naaKHun se chhil jaayaa karte hai.n
ko.ii phir in zaKHmo.n par aavaaze.n maltaa hai
Ameer Imam
Ghazal
ishq ke baab me.n yuu.n KHud ko tumhaaraa kar ke
haath maltaa huu.n mai.n apnaa hii KHasaara kar ke
Rahul Jha
Rubai
taqdiir ne be.Diyaa.n to kaaTii hai.n 'aniis'
kyuu.n ruk ga.e paa.nv haath maltaa huu.n mai.n
Meer Anees
Mazahiya
aa.nkh maltaa hu.aa uTThaa to ye naqsha paayaa
us bichaarii ko sahanchii me.n ta.Daptaa paayaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
wadi-e-pinhan
jis jagah har sub.h ko miltaa hai iima-e-zuhuur
aur bune jaate hai.n raato.n ke liye KHvaab ke jaal
Noon Meem Rashid
Ghazal
kar chukaa qaid se jis vaqt ki aazaad mujhe
haath maltaa hii rahaa dekh ke sayyaad mujhe
Mardan Ali Khan Rana
Sher
kuchh na kuchh to hotaa hai ik tire na hone se
varna aisii baato.n par kaun haath maltaa hai
Hasan Abidi
Ghazal
vo chhu.Daa kar apnaa daaman chal diye
rah gayaa mai.n haath maltaa der tak





