SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTe"
Ghazal MATCHES FOR "miTe"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hastii hamaarii apnii fanaa par daliil hai
yaa.n tak miTe ki aap ham apnii qasam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Kumar Vishwas
Ghazal
miTe vo dil jo tire Gam ko le ke chal na sake
vahii charaaG bujhaa.e ga.e jo jal na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
miTte miTte de ga.e ham zindagii ko rang-o-nuur
rafta rafta ban ga.e is ahd kaa afsaana ham
Ali Sardar Jafri
Ghazal
bad-qismatii ko ye bhii gavaaraa na ho sakaa
ham jis pe mar miTe vo hamaaraa na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
miTte hu.o.n ko dekh ke kyuu.n ro na de.n 'majaaz'
aaKHir kisii ke ham bhii miTaa.e hu.e to hai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
aa.nkh vaale tirii suurat pe miTe jaate hai.n
sham-e-mahfil kii taraf bhii.D hai parvaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
ma.ashuuq jaa-e-huur mile mai bajaa.e aab
mahshar me.n do savaal kare.nge KHudaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
'beKHud' to mar miTe jo kahaa us ne naaz se
ik sher aa gayaa hai hame.n aap kaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
yahii hu.aa ki fareb-e-umiid-o-yaas miTe
vo paa ga.e tire haatho.n hame.n jo paanaa thaa