SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhmal"
Ghazal MATCHES FOR "muhmal"
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
Kuldeep Kumar
Ghazal
apnii qudrat se KHudaa husn-bayaanii de de
kitnaa muhmal huu.n mujhe lafz-o-ma'aanii de de
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
Akash Arsh
Ghazal
haadso.n kaa lafz muhmal ho gayaa hai aaj-kal
ek 'aalam hai saliib-o-daar par laTkaa hu.aa
Betab Kaifi
Ghazal
chalo baat us kii sune.n ek 'ajab mantiq se
jo kisii baat ko muhmal nahii.n hone detaa
M. Qamruddin
Ghazal
us ko na paa sake the jab dil kaa 'ajiib haal thaa
ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfil
charaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
Allama Iqbal
Ghazal
muddat hu.ii hai yaar ko mehmaa.n kiye hu.e
josh-e-qadah se bazm charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
ai shauq vahii mai pii ai hosh zaraa so jaa
mehmaan-e-nazar is dam ik barq-e-tajallii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
kis ko patthar maaruu.n 'qaisar' kaun paraayaa hai
shiish-mahal me.n ik ik chehraa apnaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
sab KHvaahishe.n puurii ho.n 'faraaz' aisaa nahii.n hai
jaise ka.ii ash.aar mukammal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
zulm aur sabr kaa ye khel mukammal ho jaa.e
us ko KHanjar jo diyaa hai mujhe sar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
aap to nazdiik se nazdiik-tar aate ga.e
pahle dil phir dil-rubaa phir dil ke mehmaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
imshab gurez-o-ram kaa nahii.n hai ko.ii mahal
aaGosh me.n dar aa ki tabii.at udaas hai