SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazm"
Ghazal MATCHES FOR "nazm"
Ghazal
rahegaa yaad madiine se vaapsii kaa safar
mai.n nazm likhne lagaa thaa ki na.at ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ab us kaa fan to kisii aur se hu.aa mansuub
mai.n kis kii nazm akele me.n gungunaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n apne hisse ke sukh jis ke naam kar Daaluu.n
ko.ii to ho jo mujhe is tarah kaa pyaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
har chand naaz-e-husn pe Gaalib na aa sake
kuchh aur maarke hai.n jo sar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
saliis shusta murassaa nafiis narm ravaa.n
dabaa ke daa.nto.n me.n aa.nchal Gazal uThaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
paas apne jo nayaa ko.ii fusuu.n-saaz aayaa
ho rahe us ke hame.n yaad tiraa naaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
silk us kii nazm kaa kyuu.nkar na hove qiimtii
'aabruu' kaa sher jo dekhaa so marvaariid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
tuu ek saaz hai chhe.Daa nahii.n kisii ne jise
tire badan me.n chhupii narm raagnii kii qasam
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai havaa kyaa hai jo ab nazm-e-chaman aur hu.aa
said se bhii hai.n maraasim tire sayyaad se bhii
Parveen Shakir
Ghazal
dekh kar nazm-e-do-aalam hame.n kahnaa hii pa.Daa
ye saliiqa hai kase anjuman-aaraa.ii kaa