SEARCH RESULTS
Showing search results for "nosh"
Ghazal MATCHES FOR "nosh"
Ghazal
'KHumaar'-e-balaa-nosh tuu aur tauba
tujhe zaahido.n kii nazar lag ga.ii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
saaGar-shikan hai shaiKH-e-balaa-nosh kii nazar
shiishe ko zer-e-daaman-e-ra.ngii.n chhupaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dekhaa ye naav-nosh ki niish-e-firaaq se
siina tamaam KHaana-e-zambuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hijr kii shab ko agar kaaTe to phir hai roz-e-vasl
niish ke parde me.n dekhaa nosh bhii mastuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
rind-e-KHaraab-nosh kii be-adabii to dekhiye
niyyat-e-mai-kashii na kii haath me.n jaam le liyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
mohtasib ek balaa-nosh hai ai piir-e-muGaa.n
chaaT par kis ko lagaate ho ye kyaa karte ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
us rind-e-balaa-nosh ko siine se lagaa lo
mai-KHaane kaa zaahid se pataa puuchh rahaa hai
Jamill Murassapuri
Ghazal
Rasa Chughtai
Ghazal
kuchh daa.ere se ban ga.e sat.h-e-KHayaal par
jab ko.ii phuul saaGar-e-mai-nosh me.n giraa
Qateel Shifai
Ghazal
aa.iin-e-KHaraabaat mo'attal hai to kuchh roz
ai rind-e-balaa-nosh-o-tahii-jaam taras bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ham se rindadan-e-balaa-nosh kaa hai shurb-e-mudaam
durd-aashaam-e-mai-e-kulfat-e-hijraa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
KHuub agar jur.a -mai-nosh nahii.n kar sakte
KHaatir-jam.a mai-aashaam se ye kaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
to.De.n ik naale se is kaasa-e-garduu.n ko magar
nosh ham is me.n kabhuu dil kaa lahuu karte hai.n