SEARCH RESULTS
Showing search results for "qazaa"
Ghazal MATCHES FOR "qazaa"
Ghazal
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kam-zarfii-e-hayaat se tang aa gayaa thaa mai.n
achchhaa hu.aa qazaa se mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe
qazaa se shikva hame.n kis qadar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dil se arbaab-e-vafaa kaa hai bhulaanaa mushkil
ham ne ye un ke taGaaful ko sunaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
daur-e-hayaat aa.egaa qaatil qazaa ke ba.ad
hai ibtidaa hamaarii tirii intihaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
qazaa se aa.nkh la.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Saifuddin Saif
Ghazal
tarannum 'arz mukarrar sunaa.iye irshaad
kisii ne suniye kahaa bazm jhuum jhuum ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
saa.nso.n kaa kaarobaar badan kii zaruurate.n
sab kuchh to chal rahaa hai du.aa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
lahad me.n so.e hai.n chho.Daa hai shah-nashiino.n ko
qazaa kahaa.n se kahaa.n le ga.ii makiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
us kii shamiim-e-zulf kaa kaise ho shukriya adaa
jab ki shamiim ranj hai jab ki mashaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
teraa diidaar qazaa hotaa nahii.n hai ham se
ham tujhe farz namaazo.n kii tarah dekhte hai.n
Himanshi Babra
Ghazal
dekho insaa.n KHaak kaa putlaa banaa kyaa chiiz hai
boltaa hai is me.n kyaa vo boltaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
der se aa.nkh pe utraa nahii.n ashko.n kaa azaab
apne zimme hai tiraa qarz na jaane kab se