SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqs"
Ghazal MATCHES FOR "raqs"
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
raqs-e-sabaa ke jashn me.n ham tum bhii naachte
ai kaash tum bhii aa ga.e hote sabaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
baarhaa KHvaab me.n paa kar mujhe pyaasaa 'mohsin'
us kii zulfo.n ne kiyaa raqs ghaTaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
vaah-re shauq-e-shahaadat kuu-e-qaatil kii taraf
gungunaataa raqs kartaa jhuumtaa jaataa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
chaa.nd khi.Dkii me.n jo aataa thaa nahii.n aataa ab
tiirgii chaaro.n taraf raqs kiyaa kartii hai
Abbas Qamar
Ghazal
dekh zindaa.n se pare ra.ng-e-chaman josh-e-bahaar
raqs karnaa hai to phir paa.nv kii zanjiir na dekh
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
dii hai vahshat to ye vahshat hii musalsal ho jaa.e
raqs karte hu.e atraaf me.n jangal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
kitaab baab Gazal she'r bait lafz huruuf
KHafiif raqs se dil par ubhaare mast parii