SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahii.n"
Ghazal MATCHES FOR "sahii.n"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
baate.n na kis ne ham ko kahii.n tere vaaste
aur ham ne bhii na kis kii sahii.n tere vaaste
Aish Dehlvi
Ghazal
Chaman Bhatnagar
Ghazal
kyaa kyaa KHaraabiyaa.n mai.n tire vaaste sahii.n
tis par bhii chaahne kaa mire naam hii nahii.n
Taban Abdul Hai
Ghazal
Gurbat me.n kyo.n vatan kii tamanna na kiijiye
kyaa kyaa aziyyate.n na sahii.n dasht-e-KHaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
jo talKHiyaa.n sahii.n parda haTaa nigaaho.n se ik
hu.aa na harj ko.ii KHud se aagahii hu.ii hai
Shamsa Najm
Ghazal
Gurbat me.n kyo.n vatan kii tamanna na kiijiye
kyaa kyaa aziyyate.n na sahii.n dasht-e-KHaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Duubte Duubte kashtii ko uchhaalaa de duu.n
mai.n nahii.n ko.ii to saahil pe utar jaa.egaa