SEARCH RESULTS
Showing search results for "sham.a"
Ghazal MATCHES FOR "sham.a"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zikr aa.e to mire lab se du.aa.e.n nikle.n
sham.a jaltii hai to laazim hai shu.aa.e.n nikle.n
Gulzar
Ghazal
hazaar sham.a farozaa.n ho raushnii ke liye
nazar nahii.n to a.ndheraa hai aadmii ke liye
Nushur Wahidi
Ghazal
baare Gam-e-firaaq uThaataa rahaa huu.n mai.n
sham.a jalaa jalaa ke bujhaataa rahaa huu.n mai.n
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
huu.n mai.n parvaana magar sham.a to ho raat to ho
jaan dene ko huu.n maujuud ko.ii baat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
jugnuu kii raushnii hai kaashaana-e-chaman me.n
yaa sham.a jal rahii hai phuulo.n kii anjuman me.n
Allama Iqbal
Ghazal
husn kab ishq kaa mamnuun-e-vafaa hotaa hai
laakh parvaana mare sham.a pe kyaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
sham.a jis aag me.n jaltii hai numaa.ish ke liye
ham usii aag me.n gumnaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ai sham.a tujh pe raat ye bhaarii hai jis tarah
mai.n ne tamaam umr guzaarii hai is tarah
Natiq Lakhnavi
Ghazal
lau ko chhuune kii havas me.n ek chehra jal gayaa
sham.a ke itne qariib aayaa ki saayaa jal gayaa
Saleem Kausar
Ghazal
KHud naved-e-zindagii laa.ii qazaa mere liye
sham-e-kushta huu.n fanaa me.n hai baqaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
jhuuTii hii tasallii ho kuchh dil to bahal jaa.e
dhu.ndlii hii sahii lekin ik sham.a to jal jaa.e
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jab bhii jalegii sham.a to parvaana aa.egaa
diivaana le ke jaan kaa nazraana aa.egaa
Hakeem Nasir
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak