SEARCH RESULTS
Showing search results for "sujhaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "sujhaa.o"
Ghazal
zaraa ahl-e-junuu.n aa.o hame.n rasta sujhaa.o
yahaa.n ham aql vaalo.n kaa KHudaa gum ho gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
kahii.n jhapaT na pa.De.n din me.n mash.ale.n le kar
avaam ko na sujhaa.o ki raushnii kam hai
Shaad Aarfi
Ghazal
tauba to kii thii ham ne kisii ke sujhaa.o par
pii le.nge aaj tauba iraada badal ke ham
Majeed Maiman
Ghazal
vo bekalii hai ko.ii raasta sujhaa.ii na de
vo shor hai ki KHud apnii sadaa sunaa.ii na de
Badr Jameel
Ghazal
duniyaa ne us kii baat na maanii ye aur baat
sanjiidgii zaruur thii us ke sujhaa.o me.n
Sahar Saeedi
Ghazal
us ke badan ko dii numuud ham ne suKHan me.n aur phir
us ke badan ke vaaste ek qabaa bhii sii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ye rashk hai ki vo hotaa hai ham-suKHan tum se
vagarna KHauf-e-bad-aamozi-e-aduu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
har bazm me.n mauzuu-e-suKHan dil-zadagaa.n kaa
ab kaun hai shiirii.n hai ki lailaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
ham-suKHan tesha ne farhaad ko shiirii.n se kiyaa
jis tarah kaa ki kisii me.n ho kamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
rahiye ab aisii jagah chal kar jahaa.n ko.ii na ho
ham-suKHan ko.ii na ho aur ham-zabaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n