SEARCH RESULTS
Showing search results for "taktaa"
Ghazal MATCHES FOR "taktaa"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
kyaa shaaKH-e-baa-samar hai jo taktaa hai farsh ko
nazre.n uThaa 'shakeb' kabhii saamne bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
mere andar ko.ii taktaa rahaa rasta us kaa
mai.n hamesha ke liye rah ga.ii chilman ban ke
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
ab kise saahil-e-ummiid se taktaa hai 'faraaz'
vo jo ik kashti-e-dil thii use Garqaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
ab ke shahr-e-zindagii me.n saaneha aisaa hu.aa
mai.n sadaa detaa use vo mujh ko taktaa rah gayaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Saud Usmani
Ghazal
roz chhup ke taktaa hai pyaasii pyaasii nazro.n se
us ke ghar ke aage se dariyaa jab guzartaa hai
Anjum Ludhianvi
Ghazal
duniyaa luTii to duur se taktaa hii rah gayaa
aa.nkho.n me.n ghar ke KHvaab kaa naqsha hii rah gayaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
hashr kii bhii.D me.n ek ek kaa mu.nh taktaa huu.n
is bharii-bazm me.n ik jaan.ne vaalaa bhii nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
dil-e-be-hausla taktaa hai KHariidaar kii raah
ko.ii gaahak nahii.n TuuTe hu.e paimaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
Qamar Jameel
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
ye suurat hu.ii hai ki aa.iina pahro.n
mire mu.nh ko taktaa hai hairaan ho kar