SEARCH RESULTS
Showing search results for "uuftaada"
Ghazal MATCHES FOR "uuftaada"
Ghazal
'barq' uftaada vo huu.n saltanat-e-aalam me.n
taaj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
jaa.o maujo merii manzil kaa pata kyaa puuchhtii ho
ik jaziira duur uftaada samundar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
duur-uuftaada-e-chaman-e-fikr hai 'asad'
murG-e-KHayaal bulbul-e-be-baal-o-par hai aaj
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tan-e-ba-band-e-havas dar nadaada rakhte hai.n
dil-e-z-kaar-e-jahaa.n uuftaada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
khii.nche hai duur aap ko merii farotanii
uftaada huu.n pa saaya-e-qadd-e-kashiida huu.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
shohra-e-aalam use yumn-e-mohabbat ne kiyaa
varna majnuu.n ek KHaak uftaada-e-viiraana thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil-e-siimaab-sifat phir tujhe zahmat duu.ngaa
duur-uftaada zamiino.n kii masaafat duu.ngaa
Saleem Kausar
Ghazal
ham KHaana-KHaraabo.n se mile kyaa ko.ii aa kar
darvaaza-e-uftaada hai darbaan hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Ehtisham Hasan
Ghazal
KHaar-e-mizhgaan-e-kushtagaan-e-vafaa
vaa.n hai.n uftaada jaa-ba-jaa qaasid
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ham pe bedaad-garo sang uThaanaa hai fuzuul
kahii.n uftaada daraKHto.n pe samar lagtaa hai