SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaade.n"
Ghazal MATCHES FOR "yaade.n"
Ghazal
duniyaa bhar kii yaade.n ham se milne aatii hai.n
shaam Dhale is suune ghar me.n mela lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
ba.Dii jaan levaa hai.n maazii kii yaade.n
bhulaane ko jii bhii nahii.n chaahtaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
raat jaltii hu.ii ik aisii chitaa hai jis par
terii yaade.n hai.n sulagte hu.e sandal kii tarah
Ameer Qazalbash
Ghazal
Liaqat Jafri
Ghazal
us kii yaade.n rahe.ngii mire saath saath
shahr ye chho.D kar ab agar jaa.uu.ngaa
Hadeed Fatema
Ghazal
us se thii.n mansuub jo yaade.n suhaanii le gayaa
chhiin kar mujh se sabhii apnii nishaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
vo baat chhe.D jis me.n jhalaktaa ho sab kaa Gam
yaade.n kisii kii tujh ko sataa.e.n kisii ko kyaa
Habib Jalib
Ghazal
phailii hai.n fazaa.o.n me.n is tarah tirii yaade.n
jis samt nazar uTThii aavaaz tirii aa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
us paar jaa sake.ngii to yaade.n hii jaa.e.ngii
jo kuchh idhar milaa hai udhar chho.D jaa.uu.ngaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mirii yaade.n bhalaa tum kis tarah dil se miTaa.oge
bhulaa kar to zaraa dekho mujhe kaise bhulaa.oge
Aazim Kohli
Ghazal
ba-juz 'niituu' kii yaade.n ab jahaa.n me.n
ko.ii 'shahzaad'-jii teraa nahii.n hai
Farhat Shahzad
Ghazal
yuu.n tujhe dekh ke chau.nk uThtii hai.n so.ii yaade.n
jaise sannaaTe me.n aavaaz lagaa de ko.ii
Nazeer Qaisar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hazaar talKH ho.n yaade.n magar vo jab bhii mile
zabaa.n pe achchhe dino.n kaa hii zaa.iqa rakhnaa