SEARCH RESULTS
Showing search results for "جمل"
Nazm MATCHES FOR "جمل"
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire jamaal kii ra.anaa.iyo.n me.n kho rahtaa
tiraa gudaaz-badan terii niim-baaz aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dastur
zulm kii baat ko jahl kii raat ko
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
Habib Jalib
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
bii-bii kii sehnak ko.nDe faatiha-KHvaanii
ja.ng-e-siffiin, jamal aur badar ke qisso.n
Akhtarul Iman
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub unhe.n bhii to mohabbat hogii
jin kii sannaa.ii ne baKHshii hai use shakl-e-jamiil
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
Gair-mahsuus tariiqe se vo chau.nkaa hogaa
ek jumle ko ka.ii baar sunaayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
KHuda ka sawal
ye sho.ala ye shabnam ye miTTii ye sang
ye jharno.n ke bajte hu.e jal-tara.ng
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
intisab
jel-KHaano.n kii shoriida raato.n kii sarsar me.n
jal jal ke anjum-numaa hoga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
kabuutar kahii.n aashiyaane se duur
pha.Daktaa hu.aa jaal me.n naa-subuur
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm phir zulm hai ba.Dhtaa hai to miT jaataa hai
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
chalo ki chal ke siyaasii muqaamiro.n se kahe.n
ki ham ko jang-o-jadal ke chalan se nafrat hai