- Index of Books 181395
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1877
Medicine794 Movements284 Novel4119 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets64
- Deewan1404
- Doha65
- Epics97
- Exegesis174
- Geet87
- Ghazal944
- Haiku12
- Hamd35
- Humorous37
- Intikhab1505
- Keh mukarni6
- Kulliyat640
- Mahiya18
- Majmua4538
- Marsiya362
- Masnavi775
- Musaddas53
- Naat497
- Nazm1129
- Others65
- Paheli17
- Qasida176
- Qawwali19
- Qit'a55
- Quatrain273
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi26
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Mahirul Qadri
ye kah ke dil ne mire hausle baḌhā.e haiñ
ġhamoñ kī dhuup ke aage ḳhushī ke saa.e haiñ
Mahirul Qadriye kah ke dil ne mere hausle baDhae hain
ghamon ki dhup ke aage KHushi ke sae hain
aql kahtī hai dobāra āzmānā jahl hai
dil ye kahtā hai fareb-e-dost khāte jā.iye
Mahirul Qadriaql kahti hai dobara aazmana jahl hai
dil ye kahta hai fareb-e-dost khate jaiye
ik baar tujhe aql ne chāhā thā bhulānā
sau baar junūñ ne tirī tasvīr dikhā dī
Mahirul Qadriek bar tujhe aql ne chaha tha bhulana
sau bar junun ne teri taswir dikha di
yahī hai zindagī apnī yahī hai bandagī apnī
ki un kā naam aayā aur gardan jhuk ga.ī apnī
TRANSLATION
This alone is my life, thisalone is my prayer,
On hearing thy name, my neck bows as ever.
Sagar Akbarabadi
Mahirul Qadriyahi hai zindagi apni yahi hai bandagi apni
ki un ka nam aaya aur gardan jhuk gai apni
TRANSLATION
This alone is my life, thisalone is my prayer,
On hearing thy name, my neck bows as ever.
Sagar Akbarabadi
ibtidā vo thī ki jiine ke liye martā thā maiñ
intihā ye hai ki marne kī bhī hasrat na rahī
At the start, life prolonged,was my deep desire
now at the end, even for death, I do not aspire
Mahirul Qadriibtida wo thi ki jine ke liye marta tha main
intiha ye hai ki marne ki bhi hasrat na rahi
At the start, life prolonged,was my deep desire
now at the end, even for death, I do not aspire
naqāb-e-ruḳh uThāyā jā rahā hai
vo niklī dhuup saayā jā rahā hai
from the confines of the veil your face is now being freed
lo sunshine now emerges, the shadows now recede
Mahirul Qadrinaqab-e-ruKH uThaya ja raha hai
wo nikli dhup saya ja raha hai
from the confines of the veil your face is now being freed
lo sunshine now emerges, the shadows now recede
parvāne aa hī jā.eñge khiñch kar ba-jabr-e-ishq
mahfil meñ sirf sham.a jalāne kī der hai
Mahirul Qadriparwane aa hi jaenge khinch kar ba-jabr-e-ishq
mahfil mein sirf shama jalane ki der hai
sunāte ho kise ahvāl 'māhir'
vahāñ to muskurāyā jā rahā hai
Mahirul Qadrisunate ho kise ahwal 'mahir'
wahan to muskuraya ja raha hai
yuuñ kar rahā huuñ un kī mohabbat ke tazkire
jaise ki un se merī baḌī rasm-o-rāh thī
Mahirul Qadriyun kar raha hun un ki mohabbat ke tazkire
jaise ki un se meri baDi rasm-o-rah thi
agar ḳhamosh rahūñ maiñ to tū hī sab kuchh hai
jo kuchh kahā to tirā husn ho gayā mahdūd
Mahirul Qadriagar KHamosh rahun main to tu hi sab kuchh hai
jo kuchh kaha to tera husn ho gaya mahdud
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Get Tickets
-
Children's Literature1877
-