aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "متضاد"
usii se dostii bhii hai usii se dushmanii bhii haivahii.n par aab hai lekin vahii.n par tishnagii bhii hai
eqtidaar ek taraf ek taraf darveshiidono.n chiize.n nahii.n rah saktii hai.n fankaar ke saath
kisii se dushmanii terii kisii se dostii teriikisii se be-ruKHii hai to kisii se KHush-bayaanii hai
yahaa.n chaahate.n hai.n vahaa.n nafrate.najab hii nazaaraa hai dono.n taraf
dostii vaj.h-e-adaavat hii sahiidushmanii bahr-e-rifaaqat hii sahii
dushmanii hii dushmanii hai har tarafaag nafrat kii lagii hai har taraf
ik taraf shor KHaana-e-dil me.naql rahtii hai be-zabaan alag
jo dushman kah rahaa hai sab Galat us ko samajhte hai.nhaqiiqat me.n vahii hai be-haqiiqat daastaa.n shaayad
taur apnaa hai alag ii.n se alag aa.n se alaggo kisii taur nahii.n hikmat-e-yazdaa.n se alag
jab.ha-saa.ii se dushmanii hai jiseusii ke dar pe jab.ha-saa hai.n ham
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books